धरती आकाश दोनों
Dharthi Aakash Dono
धरती आकाश दोनों
Dharthi Aakaash Dono
प्रभु की आवाज़ सुनेंगे
Prabhu Ki Aawaaz Sunenge
संसार के सब प्राणी
Sansaar Ke Sab Praani
उसका ही नाम लेंगे
Uska Hi Naam Lenge
धरती आकाश दोनों
Dharthi Aakaash Dono
1. प्रभु का वचन ऐसा है
1. Prabhu Ka Vachan Aisa Hai
जो चिराग सा जलता है
Jo Chiraag Sa Jaltha Hai
उस पर कोई चलता है
Us Par Koi Chaltha Hai
जीवन उसे मिलता है
Jeevan Use Miltha Hai
उसके नियम को जो माने
Uske Niyam Ko Jo Maane
वो कभी भी न भटकेंगे
Woh Kabhi Bhi Na Bhatkenge
संसार के सब प्राणी
Sansaar Ke Sab Praani
2. प्रभु का समय आता है
2. Prabhu Ka Samay Aatha Hai
धरती मगन होगी
Dharthi Magan Hogi
उसकी दया बरसेगी
Uski Dayaa Barsegi
और दूर जलन होगी
Aur Door Jalan Hogi
उसके वचन की महिमा
Uske Vachan Ki Mahimaa
और शक्ति हम देखेंगे
Aur Shakthi Hum Dekhenge
संसार के सब प्राणी
Sansaar Ke Sab Praani
3. आँखें उठाकर देखो
3. Aankhen Uthaakar Dekho
प्रभु का दिन आएगा
Prabhu Ka Din Aayegaa
उसको ग्रहण जो करेगा
Usko Grahan Jo Karegaa
वही साथ जाएगा
Wahi Saath Jaayegaa
जिसने प्रभु को न माना
Jisne Prabhu Ko Na Maanaa
वो एक दिन रोएगा
Woh Ek Din Royegaa
संसार के सब प्राणी
Sansaar Ke Sab Praani